Connect with us

Quotes

Best of the Hindi Shayari by Famous Poets

Published

on

First off, if you don’t know what a Shayari is, I’m here to help. Hindi Shayari or Shayari’s are the kinds of words or emotions molded into the most beautiful form of poetry. In general terms, Shayari’s are Urdu poetry, and they were introduced in the world through some of the greatest Poets or people of all time. These names include most commonly –  Mir Taqi Mir, Mirza Ghalib, Mir Anees, Allama Iqbal, and Josh Malihabadi. These people are known worldwide for their beautiful poetry in the form of Shayari. Earlier, Shayari’s primary language was to be Urdu, but now, the Hindi language has also become a considerable part of this field. Shayari’s primary forms are considered to be Ghazals, Geet, Doha, Fard, or Nazm. All these forms of poetries are written and told in the most alluring ways.

Shayari’s are the kind of words that hit you like a truck as no other way can. One may express himself through his own words in general, but most of the time, we feel helpless, and there’s a shortage of words that our heart and tongue feel. Those times, when nothing can make you feel happy, writing, or reading, Shayari does. A human being feels many emotions throughout his whole life, and Shayari’s are all a part of it.

The feeling of happiness, love, sadness, or even separation, everything is so gracefully written in the Shayari. We can feel all the emotions just as you can. For all the things that you think, in this article, we have collected the most elegant and aesthetic Shayari’s by famous poets of all the times, via the great Poets. We hope you’d feel this to your heart!

Best of Hindi Shayari Based on Life on Love :

Jab tum aaogi to khoya hua paogi mujhe,
Meri tanhai me khwabo ke siwa kuch bhi nahi.
– Jaun Elia

Wo Afsana jisey anzaam tak na laana ho mumkin
Usey ek Khoobsurat mod de kar Cchodna accha.
– Sahir Ludhiyanavi

Faasla nazro ka dhoka bhi to hai
Wo mile ya na mile haath bada kar to dekho
– Nida Faazli

Bahut nazdeek aati jaa rahi ho,
Bichadne ka irada kar liya kya.
– Jaun Elia

Yeh Hunar bhi bada zaroori hai
Kitna bhukh kar kisko salaam karo
– Hafiz Merathi

Mere hontho par apni pyaas rakhdo or socho
Ki iske baad bhi duniya me kuch paana jaruri hai
– Wasim Barelvi

 Few more Shayari’s :

Mai ek Mazdur hun
Jis din kuch likh na lun, us din mujhe roti
Khaane ka koi haq nahi
– Premchand

Mujh se mohabbat bhi hai usko lekin yeh dastur hai uska
Gair se milta hai hans hans kar mujhse he sharmaya hai
– Munir Niyaji

Ek Jungle hai teri aankhon me
Mai jaha raah bhul jaata hun
Tu kisi rail si guzarti hai
Mai kisi pul sa thartharata hu
– Dushyant Kumar

Wahi zinda
Jo chal raha hai
Wahi zinda hai, sambhal raha hai
Wahi hai zinda
Jo lamha lamha badal raha hai
– Nida fazli

Mai kab se kitna hu tanha tujhe pata nbhi nahi
Tera to koi khuda hai mera khuda bhi nahi
– Javed Akhtar

Ek shaqs kar raha hai abhi tak wafa ka zikr
Kaash us Jabha-Daraz ka muh nauch le koi
– Jaun Eliya

Hum us mod se uthkar agle mod chale
Unko shayad umar lagegi aane me
– Gulzar

Tab hum dono waqt chura kar laate the
Ab milte hai jab bhi fursat hoti hai
– Javed Akhtar

Uth uth kar masjido se namazi chale gaye
Dehshat -garo ke haath me islam reh gaya
– Nida Fazli

Mere dil ke kisi kone me ek masoom baccha
Bado ki dekh kar duniya bade hone darta hai
– Rajesh Reddy

Ek naya jakhm mila ek nayi umar mili
Jab kisi shehar me yaar puraane se mile
– Kaif Bhopali

Koi milta he nahi aankh milaane wala
Main tere shehar ke sooraj ki tarah hu
– Kafil Azhar Amrohi

Thanks for reading this article on Best Hindi Shayari. We hope you found it excellent, and if you did, why not share it with your close friend? Like and comment below to connect with us and recommend us something better!

You may also like :

Click to comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *