Quotes
Best of Old Hindi Songs Lyrics
Listening to old songs is like eating a box of chocolates, just like the chocolates, you’ll try to eat one but will have a tummy full of sweetness. Once you start going back into that era, there’s no going back. You’d think that this is your favorite song, reminding you of all the good times, and then you listen to the other, and the list keeps on adding up. Every old Hindi songs lyrics have a beautiful memory attached to it; there are hardly any songs that aren’t our favorite and doesn’t remind us of someone or somewhere.
There’s always a beautiful and refreshing flashback stuck to a particular song. The song lyrics of that era and their lyrics are something that is barely disliked by anyone. The Beautiful Hindi song lyrics are like soul food. You’d hear a word and start humming the whole song to yourself. The essence that verses of the old songs have won’t be found in the songs of today’s time.
You’ll find a tonne of covers of the beautifully sung and composed songs of the golden times, but none can match the authenticity and pleasure you will have while listening to the originals. It’s always the best to listen to these songs at low volumes, with your family and friends, feeling just like a nightingale came to your backyard. We have got you covered with the best of old Hindi songs lyrics and shares in this article to reconnect you with the golden period for the eternal love of oldies.
Best of Hindi Old Songs Lyrics
Tere bina zindagi se koi,
shikwa to nahi.
Tere bina zindagi bhi lekin,
zindagi,
to nahi.
Chala jata hun,
Kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke, tarane liye
Milan ki masti, bhari aankhon mein
Hazaron sapne, suhane liye.
Mauka Milega To Ham Bta Denge,,Tumhe Kitna Pyaar Karte Hai Sanam…
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda maana,
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana.
Tere jaisa yaar kahan,
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana.
Tum itna jo muskura rahe ho
Kya gham hai jisko chupa rahe ho,
Aankhon mein nami, Hansi labon par
Kya haal hai kya dikha rahe ho,
Ban jayenge zehar peete peete
Yeh ashk jo pite ja rahe ho
Jin zakhmon ko waqt bhar chala hai
Tum kyon unhe chhede ja rahe ho,
Rekhaon ka khel hai muqaddar
Rekhaon se maat kha rahe ho.Jeene ke liye socha hi nahi
Dard sambhalne honge,
Muskuraaye to muskuraane ke
Karz utaarne honge.Humne jo dekha tha, sunaa tha
kya bataye wo kya tha
humne jo dekha tha, sunaa tha
kya bataye wo kya tha
sapana salona tha
khatam to hona tha, hua.Zindagi Ka Safar Hai Ye Kaisa Safar
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin
Hai Ye Kaisi Dagar Chalte Hain Sab Magar
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin.
Some best Hindi song lyrics for caption
Pal bhar ke liye koi hume pyaar karle,
Jhoota hi sahi.
Pal bhar ke liye koi hume pyaar karle,Jhoota hi sahi
Chalo ek baar phir se Ajnabi ban jayein hum dono
Na main tumse koi umeed rakhun dilnawazi ki
Na tum meri taraf dekho galat andaz nazron se na
mere dil ki dhadkan ladkhadaye meri baton se
Na zahir ho tumhari kashmakash ka raz nazron se.
Main zindagi ka saath nibhata chala gaya
Har fikar ko dhuen mein udata chala gaya
Barbadiyon ka shauq manana fizul tha
Barbadiyon ka jashan manata chala gaya.
Aadmi musafir hai aata hai jaata hai,
Aate jaate raste me yade chhod jaata hai.Ajeeb dastan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum.Aate Jaate Khubsurat Awara Sadkon Pe
Kabhi Kabhie Ittefaq Se
Kitne Anjaan Log Mil Jaatein Hain
Unn Mein Se Kuch Log Bhool Jaatein Hain
Kuch Yaad Reh Jaate Hain.Jo Waada Kiya Woh Nibhana Padega
Roke Zamaana Chahe Roke Khudaai
Tumko Aanaa Padegaa
Jo Waada Kiya Woh Nibhana Padega..Shikwa nahin kisi se, kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo humako mila nahin.Kisko sunaaun haal dil-e-bekaraar ka
Bujhta hua charag hoon apne mazaar ka
Aye kaash bhool jaaun magar bhoolta nahi
Kis dhoom se utha tha janaza bahaar ka
Yeh duniya yeh mehfil
Mere kaam ki nahi.Khush rahe tu sada
Yeh duwaa hai meri
Bewafa hi sahi
Dilruba hai meri.
Tum itna jo muskura rahe ho,Kya gham hai jisko chupa rahe ho
Ek Ajnabi Hasina Se
Yun Mulaaqat Ho Gayi
Phir Kya Hua Yeh Na Puchho
Kuch Aisi Baat Ho Gayi.
Few more Songs Lyrics
Koi Hota Jisko Apna
Hum Apana Keh Lete Yaaron
Paas Nahin To Door Hee Hota
Lekin Koi Mera Apna.Aaj Se Apna Vada Raha
Ham Milenge Har Ek Mod Par
Dil Ki Duniya Basayenge Ham
Gham Ki Duniya Ka Dar Chhod Kar.Ruth Jayen Ham To Tum Hamko Mana Lena Sanam
Dur Hon To Pas Hamko Tum Bula Lena Sanam
Kuchh Gila Ho To Gale Hamko Laga Lena Sanam
Toot Na Jaye Kabhi Yeh Pyar Ki Kasam, Aap Ki Kasam.Jeena Yahan Marna Yahan, Iske Siva Jaana Kahan
Ji Chahe Jab Humko Awaaz Do
Hum Hain Wahin Hum Thhe Jahan,
Apne Yahin Dono Jahan
Iske Siva Jana Kahan.Likhe Jo Khat Tujhe
Woh Teri Yaad Mein
Hazaaron Rang Ke
Nazaare Ban Gaye
Sawera Jab Huya
To Phool Ban Gaye
Jo Raat Aayi To
Sitaare Ban Gaye.
Tujh Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karun, Sajde Sar Jhukta Hai,Yaara Mein Kya Karun
Samne yeh kaun aaya dil mein hui halchal
Dekh ke bas ek hi jhalak ho gaye hum paagal
Arre baatein, mulakatein humse bhi to hongi
Arre humse khulenge aaj nahi to kal.Meri Bheegi Bheegi Si Palkon Pe Reh Gaye
Jaise Mere Sapne Bikhar Ke
Jale Man Tera Bhi Kisike Milanko
Anamika Tu Bhi Tarse.Kaise Kahun
Bina Tere
Zindagi Yeh Kya Hogi
Jaise Koi Sazaa
Koi Bad Duaa Hogi.Kaise kahen hum pyar ne humko
Kya kya khel dikhaaye
Yoon sharmaayi kismat humse
Khud se hum sharmaaye.
Thanks for reading this article on lines from old Hindi song lyrics. You must have hit nostalgia by now, and if you did, share the love of it with your buddies. Like and comment below to connect with us and recommend us something better!
You may also like :